शनिवार, फ़रवरी 06, 2016

Adsense Ke Ads Blog Me Kaise Lagate Hai aao jane .......

aaj hum baat karenge adsense ke bare me ki “adsense ke ads blog me kaise lagate hai” mere bahut se dost aksar ye sawal puchte hai. mai un sabke sawalo ke jawab is post me de raha hu. agar koi kami rahe to comment me puch sakte ho. adsense ads dikhane ke paise dene wali sabse badi company hai. agar hum iska sahi istmal kare to kuch log adsense account bhi bana lete hai. or blog me adsense e ads bhi laga lete hai. magar sahi income nahi kar pate. uski wajah hum is post me janenge. Adsense google ki banyi company hai. log isse lakho rupee kamate hai. aap bhi kama sakte ho agar aapke andar kuch karne ka hosla, takat or aatam wishwas ho to. iske liye sabse pahle aapko apni website banani padegi jo aap Blogger.com par free bana sakte ho. uske bad blog me 8-10 badhiya post karne ke bad aap Adsense Account  ke liye apply kare. jo ki aap mere btaye tarike se 4-5 din me bana sakte ho. magar aapko Adsense ke rules follow karne honge. to chaliye ab bat karte hai adsense ke bare me.

ye sabse better size hai. ise hum blog ki post, widget, sidebar widget, pages kahi bhi laga sakte hai. ye mobile, tablet, desktop ki screen ke anusar size ke ads show karta hai. yani aap ise kahi bhi add karo ye uske size ke hisab se hi show hoga. Adsense Ke Ads Kaise Banate Hai

Option 1 – Ads Size

Option 2 – Ads Type

Option 3 – Ads Style






कोई टिप्पणी नहीं: